Ashraf ka karam hai mujhpe mere
Dil jo bana mera chishti haram

Apka Raoza Kitna Aali Apke Ke Dar Ki Shan Nirali
Raoza Tumhara Raoza Tumhara Raoza Tumhara

Babe-Herm Ashraf Ka Karm Hai Mujh Par Mere Ashraf Ka Karam Hai
Jo Bhi Dar Par Aaye Tumhare Khali Jholi Bhar Ke Jaye
Bada Sakhi Dekho Mera Sanam Ashraf Ka Karam Hai
Mujh Pe Mere Ashraf Ka Karam 

Shan Se Kaheta Hai Nizami Paaye Jo Tere Dar Gulami
Teri Gulami Rab Ka Karam Ashraf Ka Karam Hai
Mujh Pe Mere Ashraf Ka Karam 

Akhtar ka karam hai mujhpe mere
Dil jo bana mera razvi chaman
Surat tumhari hai kitni pyaari
Tum pe fida hai duniya saari
Tum hi to rakhte ho mera bharam

Akhtar ka karam Mere peer ka karam Tajushsshria ka karam .
Murshid ka karam Fakhar e azhar ka karam hai mujhpe mere

Chehra lage suhaana mere azhari miyan ka
Har sunni hai deewana mere azhari miyan
Tajushshria ka karam hai mujhpe mere
Bagadad se madeena ajmer se baryli
Roohani aana jaana mere azhari miya ka
Tajushshriah ka karam ×3
Shaikhul islaam ki shaan niraali
Tajushshriah to hain be misaali
Murshid hamare jan e ahlesunan
Akhtar ka karam hai mujhpe mere
Mujhko duniya kahe deewana tumhara
Aap bhi kahe do ye hai deewana mera
Tum se hi to hai azhar ka dharam
Akhtar ka karam hai

English Naat Lyrics

Urdu Naat Lyrics

Hindi Naat Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *