One of the heart touching Naat. This Naat is sung by Qari Waheed Zafar Qasmi who is a popular Naat singer. I hope you will also like this naat and try to sing this too. This Naat Lyrics is also available in PDF and you can download it here.

Zahe Muqaddar Huzur-e-Haq Se Naat Lyrics

Zahe muqaddar huzur-e-haq se salaam aaya payam aaya
Jhukao nazreen bichao palkeen adab ka aala maqam aaya

Yeh kon sar se kafan lapetey chala hai ulfat ke raatey par
Farishtey hairat se tak rahe hain yeh kon zi ehteram aaya

Faza mein labbaik ki sadain za farsh ta aarsh goonjhti hain
Har ek qurban ho raha hai zaban pe yeh kis ka naam aaya

Yeh rahe-haq hai sambhal ke chalna yahan hai manzil qadam qadam par
Pohanchna dar par to kehna aaqa salaam lijiye ghulam aaya

Yeh kehna aaqa bohat se aashiq taraptey se choor aaya hoon mein
Bulawe ke muntazir hai lekin na subah aaya na sham aaya

Dua jo nikli thi dil se aakhir palat ke maqbool ho ke aai
Woh jazba jis mein tarap thi sachi woh jazba aakhir ko kaam aaya

Khuda tera hafiz-o-nigehban o rahe batha ke jaane wale
Nabi (SAW) de saad in bisat ban kar payam darood-o-salaam aaya

Zahe muqaddar huzur-e-haq se salaam aaya payam aaya
Jhukao nazreen bichao palkeen adab ka aala maqam aaya

Zahe Muqaddar Huzur-e-Haq Se Naat Lyrics PDF Download

Certainly! Here’s the information in a table format:

Naat TitleZahe Muqaddar Huzur-e-Haq Se
SingerVarious artists
WriterAllama Hafiz Bilal Qadri
LanguageUrdu
GenreNaat
MeaningThe Beauty from the Creator, bestowed by the Truthful Prophet
Popular rendition artistsWaheed Zafar Qasmi, Hafiz Tahir Qadri, and others

“Zahe Muqaddar Huzur-e-Haq Se” is a renowned Urdu naat originally written by Allama Hafiz Bilal Qadri. Its poignant lyrics beautifully extol the virtues and beauty of Prophet Muhammad (peace be upon him) and his esteemed status as a blessing from the Almighty. Various artists, including Waheed Zafar Qasmi and Hafiz Tahir Qadri, have rendered soul-stirring performances of this naat, captivating audiences with its profound devotion and admiration for the Prophet.

The naat reverberates with admiration for the Prophet’s qualities and emphasizes the idea that his blessed existence is a divine blessing. It is a poignant expression of love and respect towards Prophet Muhammad (peace be upon him) and serves as a medium for devout Muslims to express their reverence for him.

The heartfelt words and melodious tunes of this naat evoke a sense of spiritual connection and admiration among its listeners, fostering a deeper appreciation for the Prophet’s sublime character and teachings.

English Naat Lyrics

Urdu Naat Lyrics

Hindi Naat Lyrics

Hindi Song Lyrics

Check out the video for the above Naat Zahe Muqaddar Huzur-e-Haq Se

Zahe Muqaddar Huzur-e-Haq Se Naat Lyrics

1 thought on “Zahe Muqaddar Huzur-e-Haq Se Naat Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *