This naat Faslon ko Takalluf Hai humse Agar is one of my favourite Naat. This Naat is sung by Qari Waheed Zafar Qasmi who is a popular Naat singer. I hope you like this naat. This Naat Lyrics is also available in PDF and you can download it. This naat Faslon ko Takalluf Hai humse Agar is also available in PDF and you can download it here.

Faslon ko Takalluf Hai humse Agar Naat Lyrics in English

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar,
Hum Bhi Bebas Nahin Besahara Nahi.
Khud Unhi Ko Pukarengey Hum Door Say
Raaste Mein Agar Paon Thak Jayengay.

Hum Madinay Mein Tanha Nikal Jayengey,
Aur Galiyon Mein Kus Dun Batak Jayengey.

Hum Wahan Jakey Wapas Nahin Ayengay.
Dhoondtay Dhoondte Loog Thak Jayengey.

Jaise Hi Sabz Gumbad Nazar Ayega,
Bandagi Ka Kareena Badal Jaye Ga.

Sar Jhukane Ki Fursat Milay Gi Kisey.
Khud Hi Palkon Say Sajdey Tapak Jayengey.

Naam E Aaka Jahan Bhi Liya Jayega,
Zikr Unka Jahan Bhi Kiya Jayega.

Noor Hi Noor Seeno Mein Bhar Jayega,
Sari Mehfil Mein Jalwe Lapak Jayegey.

Aie Madinay Kay Zahir Khuda Ke Liye,
Dastaan E Safar Mujko Yoon Mat Suna.

Baat Bhar Jayegi Dil Tarap Jayega,
Meray Mohtat Ansoo Chalak Jayegay.

Unki Chashme Karam Ko Hai Iski Khabar,
Kis Musafir Ko Hai Kitna Shaukey Safar.

Humko Iqbal Jab Bhi Ijazat Mili,
Hum Bhi Aaqa Kay Darbar Tak Jayegeney.

Faslon Ko Takalluf Hai Humse Agar,
Hum Bhi Bebas Nahin Besahara Nahi.
Khud Unhi Ko Pukarengey Hum Door Se
Raaste Mein Agar Paon Tak Jayengey

Faslon ko Takalluf Hai Humse Agar Naat Lyrics PDF Download

English Naat Lyrics

Urdu Naat Lyrics

Hindi Naat Lyrics

Hindi Song Lyrics

Check out the video for the above Naat Faslon ko Takalluf Hai Humse Agar

https://naatlyrics.info/

3 thoughts on “Faslon ko Takalluf Hai Humse Agar Naat Lyrics

  1. Pingback: canada pharmacies
  2. Really enjoyed this article, can you make it so I get an email sent to me when you write a new update?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *