Ajmer ka safar ab mujko ata ho khwaja

Chokhat pe  teri aakar mangata  khara hain khwaja

Khwaja ,mere khwaja ,khwaja  … ( 2 )

Wo qabar ho ke mahshar mijan ho ke pul ho

Hatho mai mere haraja daman tera ho khwaja

Khwaja ,mere khwaja ,khwaja  … ( 2 )

Mauje alam nemara ,lilllah do sahara

Izane khuda se tum to musika kausa ho khwaja

Khwaja ,mere khwaja ,khwaja  … ( 2 )

Ranjo alam ke mare darape khare hain sare

Tute huve dilo ka tum aasara ho khawaja

Khwaja ,mere khwaja ,khwaja  … ( 2 )

Muslim ki aabru ab lukti hain laaj rakhalo

pasti main kyo gira hain rifat-at ho khwaja

Khwaja ,mere khwaja ,khwaja  … ( 2 )

Zade  safar ho iska ek har aansuo ka

Jis gam ‘Ubaid’ tere dar aa raha ho Khwaja

Khwaja ,mere khwaja ,khwaja  … ( 2 )

English Naat Lyrics

Urdu Naat Lyrics

Hindi Naat Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *