Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun Naat Lyrics in English

English Naat Lyrics

Urdu Naat Lyrics

Hindi Naat Lyrics


Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun Naat Lyrics in English

Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun

Ab Toh Bas Ek Hi Dhun Hai Ke Madeena DekhunRoo Ba Roo Rauza E Sarkar Ke Ho Mehfil E Naat

Kaash Taiba Haseen Ayesa Zamana DekhunSaail E Dar Ko Shahinsha E Zamana Kar Dein

Shah E Batha Ka Wo Andaze Shaahana DekhunSajda E Sar Main Karun Ka’abe Ki Azmat Ke Liye

Sajda E Dil Ke Liye Ka’abe Ka Ka’aba DekhunUnke Darbaar Mein Kuch Hamko Mile Ayesi Ataa

Auj Pe Apne Muqaddar Ka Sitara DekhunYaa Nabi Kardo Mere Dil Ko Sabhi Zang Se Paak

Wasl Ki Raat Ko Main Dil Ka Chamakna DekhunSadqa E Aale Nabi Hamko Mile Aaj Ki Shab

Gulshan E Zahra Ka Rangeen Nazara DekhunMaal O Zarr Paas Nahin Aur Na Parr Hain Mere

Bada Mushkil Hai Ke Main Jaake Madina DekhunSabir E Chishty Tadap Dil Mein Yun Karle Paida

Aankh Jo Band Karun Pyaara Madeena DekhunYun to Is Waqt Bhi Aankhon Mein Hai Rauza Unka

Mere Aaqa Ka Haqeeqat Me Bulana DekhunWo Yaqeenan Mujhe Bulwainge Taiba Sabir

Aur Wahin Shaan Se Main Jaan Ka Jaana Dekhun

Check out the video for the above Naat


Aakhri Lamhon Mein Kya Shehr O Biyabaan Dekhun Naat Lyrics in English

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to top